Majoon Palang Tod ek riwayati Unani herbal preparation hai jo 42 chuninda Unani jadi-bootiyon ke combination se tayyar ki jati hai. Ye formulation classical Unani literature aur parampara se inspire hoti hai aur general wellness, vitality aur body balance ko support karne ke liye istemal ki jati rahi hai.
Ye product kisi bhi disease, medical condition ya specific health concern ke ilaaj ka dawa nahi karta. Har shakhs ki body nature aur response alag hota hai, isliye istemal se pehle qualified Hakeem ya healthcare professional se mashwara karna behtar hota hai.